'Musterbation' an opposite act of 'Meditation'

Hello guys how are you. Aaj hum 'Musterbation' per bat karenge. Jab koi child 15-16 ki age per pahunch jata hai to usme kai harmonal change hote hain. Jaise purshon me 'Testosterone' and mahilaon me 'Progesterone' . Iske prinamswarup body me kai sare change aate dikhai dete hain. Jaise purushon me dadhi-munche aana v ling ka bda hona and sperm ka banna ete wahin mahilaon me breast develop hona, periods aana etc. Humare brain ki ek kamjori hai ki wo sahi v jhuth me fark nahi kar pata. Isi bat ka praman hai Musterbation . Agar hum single hon aur apne vichar me sex kalpna karke apne jananango ko sahlaye to humara brain ise sach man leta hai aur hum orgaism ho jate hain, Is samay humen apar aanad ki anubhuti hoti hai. Lekin bahut short time ke liye, jaise hi humara orgaism band hota hai hum sudden energy loss ki condition me pahunch jate hain. Humara sharir dhila pad jata hai aur breath and heartbeat fast ho jati hai. Musterbation se hame aanad kyun aata hai. ...