Posts

Showing posts with the label Life Science

"ज्योतिष विज्ञान सत्य या कल्पना"

Image
             "ज्योतिष विज्ञान सत्य या कल्पना" हम इस संसार में विश्व चेतना के एक कण के रूप में आते हैं। इस कण में पूर्व जन्मों के कर्मों के अनुसार जीवन का सारा ढांचा बना हुआ होता है। सारी सूचना कि किस गर्भ को चुनना है, और कब चुनना है, योनि कौन सी होगी, जीवन कैसा होगा सारी जानकारी उस कण में मौजूद रहती है। इसी जानकारी के अनुसार वह चेतना अपना  गर्भ चुनती है। इस प्रकार एक नये जीवन की उत्पत्ति होती है। इस धरती के सभी जीवों के चारों ओर विभिन्न रंगों के प्रकाश की उर्जा होती है, जिसे हम 'औरा' कहते हैं, विज्ञान ने भी इस तथ्य को स्वीकारा है कि  सभी जीवों के चारों ओर औरा नामक एक उर्जा होती है। इस 'औरा' की उर्जा पर नौं ग्रहों का विशेष प्रभाव होता है। और इसका प्रभाव हमारे जीवन पर भी पडता है। इसी ऊर्जा के जीवन में पडने वाले प्रभाव के विस्त्रत अध्ययन को ही 'ज्योतिष शास्त्र' कहा गया है। ज्योतिष शास्र् के अध्ययन से पता चलता है कि यह नौ ग्रहों की शक्ति हमारे जन्म से पूर्व ही हमारे जीवन को नियंत्रित करने लगती है। चेतना की औरा के हिसाब से ही चेतना निर्ण...

Say yes to "Vege" and forbid "Nonvege"

Image
                    Say yes to "Vege" and forbid "Nonvege"       N onvege veg se behtar hai ya vege Nonvege se, Is mudde per kai bar buddhijiviyon me vad-vivad hota rha hai. Kaun kisase behtar hai ye janne se pahle aaiye hum dono ki bhojan ke rup me bhumikaon ko jante hain. Ek example ke taur per India  ko lete hain. India ki mitti upjau hai, yhan Himalayi v Prayadwipiya Nadiya hain, Jo kheti ki drishti se bahut anukul hai. Isliye fertile mitti v sichai ke paryapt sadhan hone ke karan is desh me prachin kal se hi anaj ki achchi paidawar hoti aa rahi hai. Isliye yha ke logo ko bhojan ke liye pashuon per nirbhar nahi rahna pda hai. Isiliye yhan Gautam Buddh  jaise santo ne kaha hai ki pashuhatya pap hai, un per daya karo. Liken agar hum U.A.E. jaise registani khadi deshon ki bat karen to wahan ret ke siva kuch nahi hai. wahan pani bhi bahut mushkil se milta hai. Isliye wahan Nonvege ke alawa koi b...

'Musterbation' an opposite act of 'Meditation'

Image
Hello guys how are you. Aaj hum 'Musterbation' per bat karenge. Jab koi child 15-16 ki age per pahunch jata hai to usme kai harmonal change hote hain. Jaise purshon me 'Testosterone' and mahilaon me 'Progesterone' . Iske prinamswarup body me kai sare change aate dikhai dete hain. Jaise purushon me dadhi-munche aana v ling ka bda hona and sperm ka banna ete wahin mahilaon me breast develop hona, periods aana etc. Humare brain ki ek kamjori hai ki wo sahi v jhuth me fark nahi kar pata. Isi bat ka praman hai Musterbation . Agar hum single hon aur apne vichar me sex kalpna karke apne jananango ko sahlaye to humara brain ise sach man leta hai aur hum orgaism ho jate hain, Is samay humen apar aanad ki anubhuti hoti hai. Lekin bahut short time ke liye, jaise hi humara orgaism band hota hai hum sudden energy loss ki condition me pahunch jate hain. Humara sharir dhila pad jata hai aur breath and heartbeat fast ho jati hai. Musterbation se hame aanad kyun aata hai. ...