'Musterbation' an opposite act of 'Meditation'

Hello guys how are you. Aaj hum 'Musterbation' per bat karenge. Jab koi child 15-16 ki age per pahunch jata hai to usme kai harmonal change hote hain. Jaise purshon me 'Testosterone' and mahilaon me 'Progesterone'. Iske prinamswarup body me kai sare change aate dikhai dete hain. Jaise purushon me dadhi-munche aana v ling ka bda hona and sperm ka banna ete wahin mahilaon me breast develop hona, periods aana etc.
Humare brain ki ek kamjori hai ki wo sahi v jhuth me fark nahi kar pata. Isi bat ka praman hai Musterbation. Agar hum single hon aur apne vichar me sex kalpna karke apne jananango ko sahlaye to humara brain ise sach man leta hai aur hum orgaism ho jate hain, Is samay humen apar aanad ki anubhuti hoti hai. Lekin bahut short time ke liye, jaise hi humara orgaism band hota hai hum sudden energy loss ki condition me pahunch jate hain. Humara sharir dhila pad jata hai aur breath and heartbeat fast ho jati hai. Musterbation se hame aanad kyun aata hai. Iska science humare purvaj de gaye hain aaj mai aapko usi jankari se rubaru karaunga.
Humare body me 8 chakras hote hain, aur her normal vyakti ka Muladhar chakra by birth active hota hai. Chetna shakti isi muladhar chakra me rahti hai jab tak ki use sadhna dwara uper ke chakron me nahi khincha jata. Ye Muladhar chakra thik humare jananango v guda dwar ke beech ridh ki haddi me sthit hota hai. Isiliye orgaism ke time agar hum gaur kare to hume Aanand ki tarange kamar ke pas se aati hui malum hoti hain. Aap ek practical kar sakte hain, jab aap orgaism ki condition tak pahunch jaye to turant kisi ball ke uper baith jaye, aap dhire-dhire normal ho jayenge.
ab hum bat karte hain ki Musterbation kaise Meditation ki just opposite kriya hai.
jab aap musterbation karte hain to aapka concentration apne jananango per hota hai aur orgaism ke time aapki chetna thik usi sthan per focus hoti hai. Isase bhale hi aapko kuch samay ke liye aanad ki anubhuti ho magar turant hi ye ek gilty me badal jata hai, Kyunki body ki sari shakti khatm ho jati hai, iske bad body me pain, kamjori, Josh ki kami etc side effect bhi dekhne ko milte hain.
Kyunki teanegers me ye sex harmone bahut jyada active rahte hain, isliye we bar-bar is prakiya ko dohrate hain.
Dhire-Dhire ye sab unka subconcious mind ye sari baten store kar leta hai. Jiska effect ye hota hai ki unme sex thaught uncontrol ho jata hai, unki moral value ka patan ho jata hai, unme iski habit ho jati hai. Bar-Bar ise karne se unki body per bhi iska bura asar padta hai phir fatigue, Tension, and kuch to iske chalte crime jaise rape and murder tak ki ghatnao ko anjam de dete hain. Durbhagya ki bat to ye hai ki paschimi desh musterbation jaise atisamvedanshil mudde ko uchit mante hain. Unke anusar isase kai tarah ke harmon eject hote hain jo hamare physical and mental health ko improve karte hain, per jaise ek sikke ke do pahlu hote hain, isliye we keval ek pahlu hi batate hain, sikke ke dusare pahluon per koi bat nahi ki jati.
Isase hamare thoughts uncontroled ho jate hain. Dhire-Dhire inki duniya me sex ke siva aur kuch nahi rahta, aur ve anjane me mental desease ka shikar ho jate hain.
Wahi Meditation ke exercise me hum apni sanso per dhyan dete hain. Jisase jo chetna humari jananangon me phasi hui hai wo wahan se hatti hai aur humare manas patal per punah lautati hai, isase hamare vichar shuddh hote hain, humare social thaughts ka drishtikon badalta hai, humara chitta shant hota hai, aur dhire-dhire hum mental energy ko balance kar lete hain, jiska result ke rup me hum different social and mental problem ko cure kar lete hain.
To friends isiye humare mahan purvajon ne Brahmcharya ka palan ki shiksha di hai jisme hum apne jivan ke charon purusharthon- Dharm, Arth, Kam aur Moksh o pakar apne jeevan ko safal bna sake.
Isliye Friends apne brain ko murkh banana chode, natural sex karen aur meditation karke swayam ko swasth rakhen.
Thank You.....

Comments

MORE INTERESTING POSTS

''My Life in Corona Period''

''Life After Death''

Say yes to "Vege" and forbid "Nonvege"

एक सिद्ध योगी के अनंत ज्ञान का रहस्य।

मूलाधार चक्र की शक्ति।

सुरक्षित व भरोसेमंद सरकारी निवेश।